Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai - Hare Rama Hare Krishna - Kishore Kumar,R.D. Burman Lyrics

Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai - Hare Rama Hare Krishna - Kishore Kumar,R.D. Burman Lyrics

Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai - Hare Rama Hare Krishna - Kishore Kumar,R.D. Burman Lyrics


Singer Kishore Kumar,R.D. Burman
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai x (2)

Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Jab se meri aankhon se ho gayi tu door
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor x (2)

Aankhon mein neend na mann mein chaina hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Yeh na jaana duniya ne tu hai kyon udaas
Teri pyaasi aakhon mein pyar ki hai pyaas
Aa mere paas aa keh jo kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai





Post a Comment

0 Comments